TU HI TOH HAI Lyrics - Holiday Song feat. Akshay Kumar & Sonakshi Sinha

Song Title: Tu Hi Toh Hai
Movie: Holiday (2014)
Singer: Benny Dayal
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil
Picturised on: Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Music Label: Zee Music Company








Awaargi karta hun, par main awaara nahi
Chhoda khulla dil ko
Magar khud ko bigada nahi
Aise lage tere bina ab toh guzaara nahi
Kisi ka bhi hounga na main
Huaa jo tumhara nahi
Tu hi toh hain khayaal mera
Tu hi toh hain qaraar mera
Jhute nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hain khumaar mera

Tu hi to hain khayal mera
Tu hi to hain qaraar mera
Jhute nashe jahaan pe kabhi
Tu hi to hain khumaar mera

Main Aana tere aage dekho dil haara hun
Main Aana jaise bhi hun, Jo bhi hun, tumhara hun
Jo teri chahatein samete, woh kinaara hun
Kaise main ye kahun

Main Aana tere liye zameen pe utaara hun
Main teri bholi-bhaali aankhon ka ishara hun
Jo teri chahatein samete woh kinaara hun
Kaise main yeh kahun

Tu paas bhi (zara, zara..)
Tu pyaas bhi (zara, zara..)
Tu raaz bhi (zara, zara..)
Main ho gaya hun tera

Tuhi toh hain khayal mera
Tuhi toh hain qaraar mera
Jhuthe nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hain khumar mera..

Zinda hun tujhpe mar ke
Bhula sab tujhko padh ke
Kaise hain pyaar tera haan

Tu hi toh hain khayal mera
Tu hi toh hain qaraar mera